khafa hai dil aaj mera pyaas ki aah jo nai bujhi hai
badan ki us til ki tarah jo duniya hai na dekhi
naino ki us aasoon ki tarah jise pyaar ki ek rumaal hai na haasil
jisme aaj bhi hai
woh junoon ki khuli hawa mai mil jaye
woh pagalpan ki khul ke roye
par hai woh aaj bhi mehfuz,nadaan aur kunwaara,
isilie kehta hoon,

No comments:
Post a Comment