payr komal the tab, aur ab bhi kuch komal hai
Zindagi ki daud hai
daud raha hun
kaaton ki raaston par manzil hai
chal raha hun
payr komal the tab, aur ab bhi kuch komal hai
daud mein piche sab chut gaye
par rah khatam nai hoti
yaad ate hai raastein
dard bhi hota hai
payr komal the tab, aur ab bhi kuch komal hai
No comments:
Post a Comment